Window Ads by Google

Friday 30 June 2017

Lateef Salman's Tanhayee



www.Lscomputertricks.blogspot.in Learn Computer Corse Free Of Cost Click Here


Lateef Salman's Tanhayee

In The Name Of Allah Most Gracious Most Merciful

As Salamu Alaikum Warahmatullahi Wabarakatuhu

TANHAYEE WRITTEN BY : LATEEF SALMAN


               Posted by lateefsalmans@gmail.com on June 28, 2011 at 6:57 AM                                              


                                               Lateef Salman 9849330092 9848915063

                                                     DATE:   02-02-1998    FRIDAY      

            Wo Bahar Ka Kubsurat Din Tha Jab Main TumseMila Tha Kitne Haseen They Wo
Din Jab Tum Mere Saath Howa Karti Thi KitneDilkush They Wo Din Jab Tum Meri
Panah Mein Thi Jidhar Meri Nigahein Tum hi TumNajar Ati Thi Manjil Ke Chund Hi
Khadam Door Tha Mere Dil Mein Tumhein PanekiChahat Jagi Thi Aur Main Waqt
Har Ghadi Har Lamha Har Pal Tumhe Yaad Kiya KartaTha.
     
                  Aur Jab Main Khali Hota Hoonto Achanak Aapka Sarapa Mere Tasauor Mein Aa
Dhamakta Hai Main Bechain-o-Beqharar Hojata HoonAur Mere Dil Ne Bar Bar Ise
Agahi Di ke Pagal isika Naam Pyaar o Mohabbat HaiMere Dil Mein Gyir Mahsoos
Tarikhe se Abasa Hai Aur Main Kabhi KabhiSonchta Hoonke
     
            Mere Pass Phoolonka Libas Hota to MeriJaan Main usey Tere Najar KartaKounke
Tum Phoolonse ziyada Narm o Nazuk hoKomal ho Haseen ho Dilkash ho Khubsoorat ho
       BoloKya Naam Doon Tumhe Agar Bele ki Kaliyaan Mere Pass Hoto MainTumhare
SiyaBaloon Mein Sajata Agar Mere Pass Aasman Ka Zar Nigar Farsh

Hota To Tumhare Khadmoon Mein DaltaTumhari Doosti Chad keKirnoose Zyada
Raushan Tumhara Khuloos Phoolon se Zyada Narm Aur Aap NaamGeetse Zyada
Sundar Hai Maineto Hamesha Aapke Sung Chaha Hai.         

                                 AurMere Ghar ke Aangan Mein Mohabbat ki Kushbu Bikheirni Hai bar
barTumhara NaamMere Zahen ke Ufaqh Per Aadhamakta Hai Aur Tumhari Shoq Ankhein
Tasauor keParde Par Jholmulateen Tumhare Bhare Bhare Laboon Ki Muskurahat Aakhoonki
PatliyoonPar Taher Jati Aur JANU Ke Lafz Jaise Tumhari Shakl-o Surat Eqtiyaar KarleteHain
    
      JANU Main Tumse kisi Mohabbat ka Dawa to Nahin Karta Magar MainYe zaroor
kaha tha Aap ko Dekh kar Yoon Mahsoos Hota Hai ke Aap Wahi Hai JiskiMujhe
Barsoonke Talaash Hai Yoonto Zindagi Aapke Bagair Bhi Guzar jayegi
Per Aapka Saath ho toZindagiki Qhoshiyaan Aur Bahuthse Namumkin Aarzoon
Ko Pura Karsakta hai
      JANU Mainto Har Waqt isi Soonch Mein Dooba Rahta Hoon ke Khaub Bunnato
Ladkiyoon ke Kaam Hai Laikin Main Apna Khab Jazeere Umagoonse Saja Rakhkha
HaiAur Main Shiddath se is baath ka Muntazir Tha ke kab Tum
Mere Khab jazeera MeinHaqeeqath Bankar Aaoge.
                                                                                                                         
      JAANU  Jis Din Bhi Mujhe Tumse Baat Hoti Thi ToSohchta Tha ke Jo insaan Ne
Soonchaho Zindagike Kisi Modhpe Jab Kabhibhi Aap seGuftaguho to Koun Na
Chahegake aisi guftagu itniTaveel hojayeke Zindagi Khatam Hojaye Magar
Baath Khatamho
      JANU Main Zindagi Mein Har DinHar Pal Har Lamha Aaphike Tasauoor Mein Rahtatha Aur In Tasauooratse Mere DilkoTaskeen Mahsoos Hotithi Mujhe Ek Kushgawaar Mashgal Haath Asjatatha.
      LAIKIN JANU  Jabse TumMeri Zindagise Door Nikalgai Mera dil Veeran Hochukahai
yakeen Karo  JANU Mujhe Zindagiki Haqeeqi Khushiyaan PhirNaseeb
Nahin Howe Yaadonke NehaKhanoomein Tumhari Mohabbat ke Diye Abbhi
Raushan Hai Tumse Juda hone ke baadwo dilkashi wo Renayee Nahin milsaki .
      JANU Tum Mujhse Doorho BahutDoor Mujhe Baharoonke Khubsoorat Din
Bhai Khajaanke se Lagte Hain Ek hi Rah keHum Do Musafir Chund Khadam chale Aur Bichadgaye Kiyon JANU Akhar Kiyon
      Abto Mausame Bahaarki Hawayein bhi Mujhe Sholoon ki Aanch sekam nahi 
Lagte Main Bikhar Gaya HoonLaikin Mujhe Sametne ke liye Tumne Apna Daaman
Bhi na Bichaya Dilke Zakham abDasne Lage Hain .                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                       Ye Bhi Maloom hai MazeeHo Na Aaoge Tum Kabhi. 
       Phir  Bhi Umeed  Ki  Ek Shamma  Jala  Dete Hain.

      Kayee Lamhe Itne Zalim Hote Hain ke Hume Mukammal Taur se ApniGiraft Mein
Leletehain Ye Lamhe Goya Soboon per Bhari Aur Tamaam zisth kaMahwar Bankar
Rahjate Hain Aur Kabhi Kabhi Aisa Waqt Ajatahai ke Zingagi keFaisle KudBa kud
Hote Chale Jate Hain Insaan Soonchte Rahjata Hai

      LAIKIN JANU Mujhe Aaj BhiMahsoos Hota Hai ke Tum Mere Kareeb hoBilkul
Kareeb Ruhke Aass Pass Bilkul Isi Tarha Jaise Tum Pahli Baar Maniyamchalka
Mein Mile They Aur Apni Mulqaat Taveel Hoti Gayee Aur  Pasandgee ka Raasta
Kud ba kud Banta gayaTumhari Jheelsi Gahree Aakhoon Mein Meri Parchayeeyan
Nazar Anelage Thi AurMere Dil ke Aangan Mein tum Bahar ka Naram Hawa ka 
Jhoonka Bunke chagayee Thi.

       Na ghabra Joshe Toofan Se Qhuda Per Chode Kashti.
       PahonchHi Jayegi Manzil Per Ger Kismat Hi Sahil Hai

  Janu agarTera Saat Na Milta to Mujhe Kabhi Zindagiki Haqeeqi Khushiyaan Mayassar na HotiKhamoosh se Apne Khaboonko Haqeeqat ke Roop Dene Laga Tha
Har Lamha
Har Ghadi
Har Pal

Tum Meri Zindagi Mein Samati ChaligayeenAur Main Chupke Chupke Tumko
Dil Mein Utaarta Chalagayaa.
       KyaKismat Pai Hai Maine Jab Zindagi Mein kisilo kuch Dena chaha Wo
lene Se InkaarKardiya Aur Jab Kuch Lena Chaha Wo Dene se Inkaar Kardiya.
     
     Aur Mere Dil keKone mein Is Waqt
Aisi Mahroomi thi
Aisi Ahsaas Shaguftagi thi
Aisi Yass-o-Hasrath thi

       LagataHai Jaise Zindagi Ke Maiyene Khatam Hochuke Hain gali se
Nikalte Hoye ek AqriNajar is Chaukhat Per Dali Jis Chaukhat per Maine Mohabbat Bhare
Sajde keye the Aqeedat Aur Chahath ke Najrane Peshkiye the Aaj isi Chaukhat
Ke Darwaaze mere liye Bundh Hogoye the Hamesha keliye Bundh .                                        
       Main Thake Bhujhal Khadmoo se GaliseNikalta Chala gaya Phir Bhi Maine
Ek Martaba Tumse Milna Chaha Magar TumneInkaar Kardiya Phir Main Wapass
Apni Arzooun Tamannaoon ka Janazaa lekar GaliseGuzarta Howa Nikal gaya.
       Kitna AjeebIttefaqh Tha Is Waqt Is waqt Maine Muskurate howe Aapke
Aage tha Par Mere DilMein Ek gahri Chut Lagi Thi Mera dil Bahut Udaas hochuka
Tha Aur Main UparhiUpar Muskuraraha Tha. 
     
       Junu Na janekabtak Sadkoonper Aawara Soonchoon  
  keSaath Phir Marraha tha Zahen Mein junoon ki si Kaifeeyat Tari Hoyi thi Main
isiJunooni HalatMein Apne Ghar ki Taraf Chal pada Tha.
       Aur Main Apne Khamoosh Daro-deewaar koHasrat Bhari Nigahoonse
Dekha Jahaan Tum Rahti Thi Is Ghar ke Kone kone MeinTeri Yaad Basi Hoyi
Thi Aur Mujhe Sab Kuch Yaad Araha Tha.
Tera Ruthna
Tera Manana
Tera Ghussa
Tera Pyaar
Tera Mujhse Batein Karna
     
        Wo Masoom sa Chahera
       Wo Pyari Jheelsi Aakhein
       Wo Tera Mujhse Sharmana

      WoTera Masoom Chahra Jo Kabhi Maine Pyaar se Choma Karta Tha Ek Saath Rahne kewade Kiye The  Wo Sub Kuch Mere Zahin Anelge The Najane Kitni Der Main
Isi Soonch Mein Dooba Raha Tha ke Waqt kaKuch Pata hi Nahin Chala Tha.
      JabThoda se Hosh Ayato Dekha to Raat Dobchuki thi Raat Jitni Tareek Hoti
Hai Subha itnihi Raushan Hoti Hai MereDard ki Thess Uthi Meri Duniyaan Per Chayee
Kali Raath ki Ab Sahir Na Hogi Mere AassPass Phailte Adhere Kabhi Ujale le kar na
Ayenge Mere Mann Mein Uthrahi Dard kiThess Shadeed Tareen Hogayee .
      JANU  Naam ki jo Ladki Mujhe Ittefaqse Mili ThiKisi Widwa Hoto Mausam ki Tarah MujhseJuda Hogayee
Mujhse Hameshake liye Bichadgayee
Iske Bichadne kaGham kamnahoga
Zindagi bharMujhe Tera Gham Rolatarahega
Zindagi bharMujhe Teri Yaad Satayegi.

      Wo Ladki Kabhi Jaan se Pyari Thi Par Aaj Wo Tez ThappadooneAshiyane
keTinke Bikherne Mein Koi Kasar Na Choodi Thi. Phir Bhi Maine TeriYaad Mein
Har Mumkin Koshish ki ke Main Tea kisi Tarha Pata Laga Mein KamiyaabHogauoonga
Maine Muraqeebe Kiye The Magar Apni Tamam Salahiyatein BoroakarSabith Hoyi Thi.

        Palat Kar Dekha To
        Guzrte Waqtoon ke QhabSare
        Kitabe Hasti ke BaabSare
        Dhowaan Dhowaan The

Ye Adhuri Mohabbatein Kitne Dukh Dedi Hain Jaise Insaan KhalaMein
Mutalloq Hogayaho.
        Jahaan Na Zameen ki Kashish Hai
      
        Aur Na Aasman ki kashish Hai
        KoiBhi Raasta Nahin Niklega
        JinLoogonko Adhori Mohabbatein Mili Hoon
        WoAdhore hi Rahjate Hain
        inkiApni Koi Shakshiyat Nahi Hoti
        Nahiin Mein Koi Faisla Karneke Haunsla Rahta Hai.

Lateef Salman's Tanhayee






Lateef Salman's Tanhayee

  JANU Jab MainApne Ghar Lauta to Najane Kin Kin Rahoonse Hokar
Guzarna Pada Tha
JinmeinTumhari Yaadein Murjhaye Howe Phool ke

Manindh Bhikri Padi Thin
SabKuch Wahi Tha
PurFizaa Manzir
DilkushWadiyaan

JhulasteHowe Dilko Sabhalne Wali Hawayain
TaarikiMein Ujale Dene Wali Chandni

SabKuch Wahi Tha
KuchBhi To Nahin Badla Tha
PhirInmein Wo Dilkashi Kyou Nahin
WoRenai Kyou Nahin

      Kaash Waqtne Hamara Saath Diya HotaMohabbat Qhuda ka Noor Hai Phir Duniyaan ise Ghalazaat ka Ambaar Kyou Kahti Hai
    
                       JANU Tujhe Yaad Hai ke Tune Kaha Tha Ek Din ke
    
      Janu Tumhari Hai
      Aur Sirf Tumhari Hai

      Aur Main Khab ko Haqeeqhat ke Parde PerDekhne laga Tha Gham ke Saye
Taqdeerki Siyahi se Lapet gaye Main Tumhari Parchaiyoonke Piche Pich Bhagraha
HoonYahaan to Har Mumkin Chahra Tumhara Hai
ZhakmoonseThess Utne Lagi Hai
AurMain Betaab Hokar Rahgaya Hoon
      Kaash Main Tumse Milahi Na Hota Zindagi KoYe Rog To Na Lagta
MeriZindagi Itni Berang To Na Thi Laakh Koshish ke Bawajood Tumhe Bholana Saka
      Najane Ye Kounsi Inayaatein Hain Jo Dil KoGhayal Karrahi Hain Tumhari Judayeene Dil Per Itne Gahre Ghao Lagaye Hain Kemere zubaan Tak Zhami Hogayee Hai
      JANU Maine Phir Bhi Lazzalati Saasoon ke DarmiyaanTumhe Awaaz
DerahaHoon Tum Mujhse Door Ho Bahut Door Ho Laikin Mujhe Ye Yakeen Hai Ke
TumariSaans Mere Wajood Ki Kushboo Liye Mahek Rahi Hai
      Phairlen NigaheinAashna Hote Howe
      ZindagiBe Aasra Hai Aasra Hote Howe
      JANU Sab Kuch Le Le Aur Mera Guzra HowaMah-o-Saal Lauta De
WoJagmagate Howe Lamhaat Kash Phirse Ajayeen Muskurahat Ki Wo Kirne

JoLamha Lamha Jagmagati Thin.

      Wo Masoom Mohabbatein Wo BeIqtiyaar Qhuloos Wo BeZarar Jhagde  Wo  Sulahke Andhe Andaaz WoZeesth Ka Sukun

      Wo Najane Sub Kuch Kahaan Chalagaya MainBebas Hoke Rahgaya Hoon
Itne Saal BadJab Kabhi Gujre Lamhe Yaad Ate Hain To Zindagi Mein Kisilo Khoneka Ahsaas HoneLagta Hai MaineZindagi Mein Jo Bhi Chaha Usey Paliya

      SUB KUCH MILA HAI EKNA HONE SE TERE
      KITNAVEERAN LAGTA HAI GUSHAN APNA

       JANUjab Kabhi Eid Ati Hai To Bahut Yaad Ati Hai Teri

      KUCH SITARE TERI PALKOONPE BHI RAUSHANHOONGE

        KUCHRULAYEGA MUJHE BHI TERA GHAM EID KE DIN
        EIDKE DIN BHI TAQDEER SE MAJBOODR THEY HUM
        ROPADE MILKE GALE TERI TASVEER SE HUM

        AKHIRKAT GAYE EID ASHK RAWAAHN KE SAATH
        TEREBINA BHI MILNE KO AGAYEE TERI YAAD

     Din Guzarte GayeBeqharaar Dil Ko Thodasa Qharaar Mila Par Yaad To
Hamesha Meri Kismat Mein Likhi Gayi Hai

       AATIHAI YAAD AKSAR ROTE HAIN BEBASI MEIN
       EKBEWAFA KO HUMNE CHAHA THA ZINDAGI MEIN 

NAHIN NAHIN MUJHE AB TERIJUSTAJU BHI NAHIN
TUJHE BHI BHOOL GAYE HUMTERI KUSHI KE LIYE

MohabbatHargizna Hum Karte
AgarPahle Qhabar Hoti
MohabbatAag Hoti Hai
MobabbatYaad Hoti Hai
MohabbatDeewangi Hai
MohabbatJunoon Hai
MohabbatAanso Bankar Hamesha Saath Rahti Hai
MohabbatChichilate Garam Sahra Ke Manind Hai
MohabbatGhoor Andheri Raat Hai
AgarPahle Qhabar Hoti
MohabbatRog Hoti Hai
MohabbatSog Hoti Hai
MohabbatRohh Ka Cansar Hoti Hai
MohabbatJaan Ka Dushman Hoti Hai
MohabbatEk Azaab Hoti Hai
MohabbatEk Sazaa Hoti Hai

MOHABBAT HARGIZ NA HUM KARTE
AGAR PAHLE QHABAR HOTI.

KabhiWo Daur Tha Jab Dil Ke Samandar Mein Ek Tofan Sa Jacha Rahta
Tha Aur Ab Ye AlamHai Jise Samandar ki Fiza Per Mustaqhil Sukun Chaya Howa Ho
Ekwo Daure Hayaat Tha Jis Mein Zindagi Ke Liye Taras Gaye The

        NA KAAM HASRATOONKE SIWA KUCH NAHIN RAHA
        DUNIYAAN MEIN AB DUKHOON KE SIWA KUCH NAHI RAHA

        EK UMAR HOGAYEE HAI DIL KI KITAAB MEIN
        KUCH KHUSHK PATTON KE SIWA KUCH NAHINRAHA

        JASBE TAMAM SOGAYE LAMHOON KI DHOOL MEIN

        AB DIL MEIN DHADKANOON KE SIWA KUCHNAHIN RAHA
        DUNIYAAN MEIN AB DUKHOON KE SIWA KUCH NAHI RAHA

NARAZGIYAAN DARD BADATIN HAIN
TUJHKO YEH MALOOM HAI
NA KOI BOLEGA
NA TUJHKO MANAYEGA
KHUSHK AAKHON KE KISITIRCHE KINARE PE PADE
DARD BHARE SHIWE KI CHINGGARI SE

DAIR TAK TUJH KO KOI JALAYEGA
DAIR TAK TUJH KO KOI SATAYEGA
DAIR TAK TUJH KO KOI TADPAYEGA

YAAR IS SHAHER NA JAA
YAAR IS SHAHER NA JAA
YAAR IS SHAHER NA JAA

HAMEIN UJHDI HUWI GALIYOONSE DAAR LAGTA HAI
BITE HUWE LAMHAAT SE DAAR LAGTA HAI
KOUN JANE KYA GUZRI HAIMERE DIL PER

YAAR IS SHAHER NA JAA
YAAR IS SHAHER NA JAA
YAAR IS SHAHER NA JAA

MUJHE TUM YAAD AATI HO.

KISI SUMSAAN SINE MEIN CHUPPI KHAWHISH KI TARHA
KISI MASRUFIYAT KE MOD PAR
TANHAYEE KE SAHRAHOON MEIN
KISI BITE HOWE DINOO KI THAKAAN KI UOOTH SE
KISI BASTI KI BE RAUNAQH SADAK PAR
AUR KISI DARYA KISIVEERAN JANGGAL KE KINARE PAR
MUJHE TUM YAAD AATI HO.
AARZOON KE BADAN JAB TEERTE HAIN
TO LAGTA HAI TUNE AAWAAZ DI HAI
YA PHIR JAB BHI MERI AANKHON KE SAHRA MEIN
TUMHARI YAAD KI TASVEER JALTI HAI
JUDAAI HAATH MALTI HAI
MUJHE TUM YAAD AATI HO.

AAJ KITNI MUDDATOON KE BAAD
MAINTERE SHAHER KE STATION PER
JANEKABSE UDAAS BAITHA HOON
YONHIBESAKTHA KIYA MAJBOOR
MAINTERE SHAHER KE STATION PER
CHALTIGADI SE KOUN UTAR AAYA
AURPHIR IS JAGAH UTARTE HI
BESAKHTA TUM YAAD AAGAYE
SIRFYEHI NAHIN JAANE HAYAAT
KITNIBAATEIN HAIN YAAD AATI HAIN
JOKE PAHRON MUJHE ROLATI HAIN
WOBHI DIN YAAD AATE HAIN
JABTHA AAGHAZ APNI CHAHATH KE

YAADHAI TUM HI NE KAHA THA MUJH SE
TUMMERE HO SIRF MERE HO  LATEEF SALMAN

TUMKO KHUDA NE MERE LIYE SIRF MERE LIYE BANAYA HAI
YAADHAI TUM KO TUM KAHTI THIN
TUMSE BICHDOONGI TO MAIN MARJAOONGI
AUREK HADSAA HOWA JISNE
MUSTAKHILKAR DIYA JUDA HUM KO
ZAKHAMSAHE NA SAKE JUDAAI KA
ZAKHAMSAHE NA SAKE JUDAAI KA
WAQT NE ZAKHAM BHAR DIYE SAARE
WAQT KITNA MASIHA HOTAHAI
DUKH KI BAAT TO YEHHAI JAANE HAYAAT
ITNE LAMBE RAFAQHATOONKI AAUZ
TUMNE MUJHE KABHISAJHA NAHIN
TUMNE KABHI JAANANAHIN
HAMARI KISMAT MEINSHAYED MILANNAHIN HAI
HO SAKE TO MUJHE BHOLA DENA
SAARE KHATH BHI JALA DENA
SAARE KHATH BHI JALA DENA

                SUNA HAI HAR CHIZ MIL JATI HAI DUA SE
                EKROOZ TUJHE MANG KE DEKHENGE KHUDA SE
                                     
Yaadoon ke Neha Khanoose Ab Sirf Dhoowan hi Utta HaiTumhara Chahera
Dhondlanelaga hai Laikin Main Tumhe Pahchanneki Khatir TumhariTalaash
Mein Sargadanhoon

HUM TO SAB BHOOL GAYEJOSHE JONU MEIN LAIKIN.
EK YAAD TERI AISI  THI KE BHOOLAYEE  NAA GAYEE.

Sach Hai JANU Apna Dil Kush Ho Ta HaiTo Har Shay Hasti Aur Gaati
MahsoosHoti Hai Laikin Jab Udas Hota Hai ToMuskorati Kayenaat Bhi

Veeran Nazar Ati Hai
Har Pal Kuch Soonchte Rahna
Udaas Aakhoonse Kisiko Talaash Karna
Har Ahat Per chaunker Idhar Udhar Dekhna
Barsoonse Yahi Zindagi Hai Meri
        Mere Lab Khamush Hai Laikin Mera DilAbbhi Tumhe Awaaz Diyejata hai Tumhare liye hi dhadakta Hai bolo JANU Main KyaKaroon Kya Karoon Ek baar Aao Aur Meri Sulagti TANHAYEE Ko Apne Pyaar ki Thandak Dejao.
      
JANU TujhseBichadne Ke Baad Mujhe Samajh Mein Aaya Ke Insaan Ki HarKhahish Puri Hona NaMumkin Hai
  Kyouke Har Phool Ki Chundh Pattiyaan Zaroor
Tootkar Bikhar Jati Hain Waise InsaanKe Khaihishaat Bhi Waise Hi Phool

Ki Padttiyon Ke Manind Tootkar Bhikhar JaatiHain.
Apna Dil Apni Tabahi Ka Sabab Hota Hai
Ye Jawani Ka Zamana Bhi Ajab Hota Hai
Kounsi Baat Ne Kis Shaqs Ka Dil Tod Diya
Bolne wale Ko Ye Ahsaas Hi Kab Hota Hai

Insaan Ki Sonch Dhari Ki Dhari Rahjati Hai Soncho Ki Odhan Kitni Bhi OOnchi Ho Agar Inhin Gahrayee Mein Girna Hotou Azkhud Gir Jati Hai
                  Insaan Sonchta Kuch Aur Hai Aur Hota Kuch Aur Hai  Laikin Pata Nahin Phir Bhi  Main Chand Dinoose Se Ye Halat Hai
                  Aaj Bichde Howe Saajan Ko Bahot Yaad Kiya
                
                  Apne Ujdhe Howe Chaman Ko Bahot Yaad Kiya
               
                  Aaj Tote Huwe Sapno Ki Bahot Yaad Aayee
                  Aaj Bite Howe Saawan Ko Buhot Yaad Kiya
     
       MILNA THA ITTEFAAQ BICHADHNA NASEEB THA
       WOITNI DOOR HOGAYA JITNA KHAREEB THA

     Aaj Mujhe Samajh Mein Aaya Ke Pyaar Kya Hota Hai

  PYAAR MEIN KABHI HADH DE NAHIN GUZARNA
   JO  BHI MILTA APNE  NASEEB  SE  MILTA  HA
                         
 Lateef Salman 9849330092 9848915063

No The End To Be Continud

LS Islamic Page

Lateef Salman's Islamic Page



Allah Is Our Lord And We are Slave. اللہ ہمارا رب (مالک) ہے اور ہم بندے (غلام) ہیں (page-39)

Quranic arguments and Proof of Allah, His Attributes and His Existence.
اللہ ، اللہ کی صفات اور اللہ کے وجود کے بارے میں قرآن کے دلائل اور ثبوت۔

(16:14) وَهُوَ الَّذِي سَخَّرَ الْبَحْرَ لِتَأْكُلُوا مِنْهُ لَحْمًا طَرِيًّا وَتَسْتَخْرِجُوا مِنْهُ حِ...لْيَةً تَلْبَسُونَهَا وَتَرَى الْفُلْكَ مَوَاخِرَ فِيهِ وَلِتَبْتَغُوا مِنْ فَضْلِهِ وَلَعَلَّكُمْ تَشْكُرُونَ 

It is He Who has made the sea subject, that ye may eat thereof flesh that is fresh and tender, and that ye may extract therefrom ornaments to wear; and thou seest the ships therein that plough the waves, that ye may seek (thus) of the bounty of Allah and that ye may be grateful.

اور وہی تو ہے جس نے دریا کو تمہارے اختیار میں کیا تاکہ اس میں سے تازہ
گوشت کھاؤ اور اس سے زیور (موتی وغیرہ) نکالو جسے تم پہنتے ہو۔ اور تم دیکھتے ہو کہ کشتیاں دریا میں پانی کو پھاڑتی چلی جاتی ہیں۔ اور اس لیے بھی (دریا کو تمہارے اختیار میں کیا) کہ تم خدا کے فضل سے (معاش) تلاش کرو تاکہ اس کا شکر کرو
(16:15) وَأَلْقَىٰ فِي الْأَرْضِ رَوَاسِيَ أَنْ تَمِيدَ بِكُمْ وَأَنْهَارًا وَسُبُلًا لَعَلَّكُمْ تَهْتَدُونَ
And He has set up on the earth mountains standing firm, lest it should shake with you; and rivers and roads; that ye may guide yourselves

اور اسی نے زمین پر پہاڑ (بنا کر) رکھ دیئے کہ تم کو لے کر کہیں جھک نہ جائے اور نہریں اور رستے بنا دیئے تاکہ ایک مقام سے دوسرے مقام تک (آسانی سے) جاسکو
(16:16) وَعَلَامَاتٍ ۚ وَبِالنَّجْمِ هُمْ يَهْتَدُونَ 

And marks and signposts; and by the stars (men) guide themselves.
اور (راستوں میں) نشانات بنا دیئے اور لوگ ستاروں سے بھی رستے معلوم کرتے ہیں
(16:17) أَفَمَنْ يَخْلُقُ كَمَنْ لَا يَخْلُقُ ۗ أَفَلَا تَذَكَّرُونَ 

Is then He Who creates like one that creates not? Will ye not receive admonition?
تو جو (اتنی مخلوقات) پیدا کرے۔ کیا وہ ویسا ہے جو کچھ بھی پیدا نہ کرسکے تو پھر تم غور کیوں نہیں کرتے؟
I Welcome You To Please Join Page


                                                    My Blogging Websites








Subscribe Like Share Tag & Comment

Mobile's Computer's Tips Tricks

In This Lateef Salman's Channel

All About Mobile Phones And Computers Tips & Tricks

So Please Subscribe This Channel Friends


Be My Friend On Facebook


Please Subscribe Me On My Youtube Channel



Please Like My Pages Share With Friends Thank You


Please Subscribe Me Like Share & Comments


My Other Websites Visit Once 

My Facebook Accounts





       My Other Websites Visit Once 





                                       http://www.lateefsalman786.webnode.com